Is Duniya Ke Andheron Meinn
Jab Tu Mere Kareneb Aaya
Kuch Bhi Na Tha In
Lakeeron Meinn
Tab Tu Leke Naseeb Aaya
Kiya Hai Kitnaa
Tune Mere Liye
Main Kahe Jo Tuu
To Hans Ke Mar Jaaun
Jo Haath Ye Rahee
Tere Haath Meinn
Main Sari Zindagi
Yahin Guzaar Doon
Chale Bhi Jaogee
To Intezaar Mein
Woh Shaam Aakhirii
Yahin Guzaar Doon
Is Duniya Ke Andheron Meinn
Jab Tu Mere Kareeb Aaya
Kuch Bhi Na Tha Inn
Lakeeron Mein
Tab Tu Leke Naseeb Aayaa
Mujhe Yaad Hai
Wo Din Aaj Bhii
Main Chalke Tere Paas
Aaya Thaa
Nahi Tha Koii
Jahan Mein Meraa
Tune Hi Gale Lagaya Tha
Ho.. Mila Jo Tu To
Har Khushi Mil Gayi Haii
Ab Is Se Jyada
Aur Kya Maanguu
Jo Haath Ye Rahe
Tere Haath Meinn
Main Saari Zindagii
Yahi Guzar Doon
Chale Bhi Jaaoge
Toh Intezaar Meinn
Wo Shaam Aakhiri
Yahin Guzaar Doonn
Koi Aisa Pal Jiya Hi Nahii
Jisme Tera Naam Na Liyaa
Tere Hogaye To Humne Sanam
Sabse Faasla Bana Liyaa
Haan Tera Mera Safarr
Kabhi Na Khatam Ho
Bhale Hi Saanso See
Bichhad Jaaunn
Jo Haath Ye Rahee
Tere Haath Meinn
Main Saari Zindagi
Yahin Guzaar Doonn
Chale Bhi Jaaoge
To Intezaar Meinn
Woh Shaam Aakhiri
Yahin Guzaar Doonn



