Heyy….
Dil ka jo haal haii
Woh tujhe kaise bayaan kare
Keh de tujhe ya dil mein rakhe
Bolo na kya karee
Dil jo tumhara haii
Kaisa bechara hai
Maane na besharam bilkul khatara haii
Tu kare dil beqaraar
Kyun karoon main tujhse pyarr
O oo…
Pehle bhi kitni dafa dil ne kaha tujhee
Samjho na meri wafaa
Dunga duaa tujhe
Rishta koi nahi tera-meraa
Hone laga hai tu baawraa
Teri jhooti wafaa
Jaayegi tu jahaan
Aaunga main wahaan
Meri banegi tu aana tujhe yahaan
Kyun kare tu mujhse pyaar
Kyun kare dil bekaraarr
Jaane kyun dil ye teraa
Hai mere pyaar mein
Laakhon qataar mein haii
Mere intezaar mein
Rokun jo dil ko toh ruke naa
Aankhein dikhaaun par jhuke naa
Hain ye tujhpe fidaa
Din ke khayalon meinn
Beete sawaalon mein
Shabd naye bunoo
Kuch toh naya kaho
Tu kare dil beqaraarr
Kyun karoon main tujhse pyaar
Dil ka jo haal haii
Woh tujhe kaise bayaan karee
Keh de tujhe ya dil mein rakhe
Bolo na kya karee
Dil jo tumhara hai, kaisa bechara hai
Maane na besharam bilkul khatara haii
Tu kare dil beqaraar
Kyun karoon main tujhse pyarr
Tu kare dil beqaraarr
Kyun karoon main tujhse pyarr



