Teri baaho mein mai rehna chahta hu
Fir bhi na milta sukoon mujhe
Ye kaisa tera jisam jisam mein duba tha
Itno ke dhund na paaya main
Kinara main tera sahara main
Pyaar ka matlab kya hota hai
Kyu dard deta jo usse hi hota hai
Isse behtar ye tanhahi ye teri hai jo judaai
Main akela theek tere binn…
Chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai
Humko abtak aashique ka humko abtak aashique ka
Woh zamana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai….
Ye jo dil ka silsila hai na shikayat na gilah hai
Mujhko aadat ho chuki hai iski na koi ab dava hai
Dava bhi hu aisi jo tumko bhulade
Bhulake jo laa de vo mere iraade
Iraado mei mere chupaish thi baaki
Vo baaki khwaish tu puri karade
Kitna ha khudko bachaya main
Mujhpe hi baazi lagaya main
Khela jo tune ye khel jo
Usme hi jaake main sub haar aaya main
Isse behtar ye tanhahi ye teri jo hai judaai
Main akela theek tere binn
Chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai
Humko tumse aashique ka humko tu se aashique ka
Woh zamana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai….
More Songs By TANISHK BAGCHI