Raasta bhi saaf hai khulla hai darwaja
Main ton hu tayiaar mere saajan ghar aaja
Sone ki jhanjar paon mein pehni hai
Meri chudiyon ko bhi kuch tumse kehni hai
Sone ki jhanjar paon mein pehni hai
Meri chudiyon ko bhi kuch tumse kehni hai
Tu aa bhi ja mere dildaar laike band aur baaja
Raasta bhi saaf hai khulla hai darwaja
Main ton hu tayiaar mere saajan ghar aaja
Raasta bhi saaf hai khulla hai darwaja
Main ton hu tayiaar mere saajan ghar aaja…
Na jiya laage na koi kaam hota hai
Mere hoto pe bas tera naam hota hai
Ho saiyan tere bina aisa haal hota hai
Jaise khali pada koi jaam hota hai
Ab zulmi aise tarsa na zidd aake koi karja na
Karja na karja na karja na
Tu aa bhi ja mere dildaar laike band aur baaja
Raasta bhi saaf hai khulla hai darwaja
Main ton hu tayiaar mere saajan ghar aaja
Raasta bhi saaf hai khulla hai darwaja
Main ton hu tayiaar mere saajan ghar aaja…
More Songs By Isha Malviya