Pyaar jhootha tha, dikhaya hi kyun
Pyaar jhootha tha, dikhaya hi kyun
Aise jaana tha toh aaya hi kyun
Aise jaana tha toh aaya hi kyun
Ae sitamgar, tu zara aur sitam kar de
Aaja bewajah sa yeh rishta khatam kar de
O bedardeya, yaar bedardeya
O bedardeya, yaar bedardeya
O bedardeya, yaar bedardeya
O bedardeya, yaar bedardeya
Oh…
Dard-e-dil ke bina mehfil bhi kya
Dard-e-dil ke bina mehfil bhi kya
Jo kabhi toota hi nahi, woh dil bhi kya
Jo kabhi toota hi nahi, woh dil bhi kya
Mera haal bura hai, aur bura kar de
Mere zakhmon ko zara aur hara kar de
O bedardeya, yaar bedardeya
O bedardeya, yaar bedardeya
O bedardeya, yaar bedardeya
O bedardeya, yaar bedardeya
Oh…
Tu saaniya, maahi mera deewana
Dhoop leke chheen gaya meri saaya
Badle wafa ke kyun mili tabahiyan
Rabba, jiske dil mein tu ishq bhar deta
Usi ke dilbar ko kyun patthar kar deta
Hum mein jo tha, woh raha kyun nahi
Dil mein tha jo, kaha kyun nahi
Dil mein tha jo, kaha kyun nahi
Tha kabhi pyaar toh insaaf mera kar de
Ya kabhi tha hi nahi, saaf mana kar de
O bedardeya, yaar bedardeya
O bedardeya, yaar bedardeya
O bedardeya, yaar bedardeya
O bedardeya, yaar bedardeya
O bedardeya, yaar bedardeya
O bedardeya, yaar bedardeya
O bedardeya, yaar bedardeya
O bedardeya, thoda reham kar de
O bedardeya, o bedardeya
O yaar bedardeya, bedardeya, bedardeya
Yaar bedardeya, bedardeya, yaar bedardeya
Oh…
Kaisa sunsaan seena hoga
Jisme tu hi na hoga
Tujh bin jee toh lunga shayad
Par jeena woh jeena na hoga





