Ehsaas ki jo zubaan ban gaye
Dil ke andar mehmaan ban gaye
Aapki tareef kya hi karein
Aap hi meri jaan ban gaye
Aap hi meri jaan ban gaye
Aap hi rab, aap hi imaan ban gaye
Aap hi meri jaan ban gaye
Qismat se mujhe aap humdum mil gaye
Jaise dua ko alfaaz mil gaye
Socha bhi na tha jo, wo mil gaya
Ab aur kya maangu khuda se main bhala
Rab ki taraf se ek nishaan ban gaye
Mere khwabon ka jahaan ban gaye
Aapki tareef kya hi karein
Aap hi meri jaan ban gaye
Aap hi meri jaan ban gaye
Aap hi rab, aap hi imaan ban gaye
Aap hi meri jaan ban gaye
Deen mera aap, imaan bhi aap
Main to sajda karun bas aapko
Dil ki dua bhi, meri sada bhi
Sab kuch samarpit hai aapko
Deen mera aap, imaan bhi aap
Main to sajda karun bas aapko
Dil ki dua bhi, meri sada bhi
Sab kuch samarpit hai aapko
Disclaimer: Thanks for visiting Lyrics TR!
If you found any mistakes in the lyrics of "Jaan Ban Gaye – Mithoon & Vishal Mishra",
please get in touch with us through our Contact Page.
We'll correct the mistakes in these lyrics. All lyrics are property and copyright of their respective authors, artists and labels.






