Tujhko main rakh loon wahaan
Jahaan pe kahin
Mera hi yaqeen basa ho
Main jo tera na ban paaya
Kisi ka bhi nahi
Kisi ka bhi nahi
Le jaayein jaane kahaan
Yeh hawayein, hawayein
Le jaayein tujhe kahaan
Yeh hawayein, hawayein
Begaani si, yeh baagi
Hawayein, hawayein
Le jaayein mujhe kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein jaane kahaan
Na mujhko khabar
Na tujhko pata
O…
Jo tu banaati hai yaadein
Woh jaane mere saath kab tak chale
Inhi mein meri subah dhalti
Shaam bhi dhalti
Mausam bhi badalte
Khayalon ka yeh shehar
Tere hone se hi aabaad hai
Hawayein bhi tere haq mein
Aate jaate tera hi naam le
Deti hain jo sadaayein
Hawayein, hawayein
Na jaane kya sunayein
Hawayein, hawayein
Le jaayein tujhe kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein mujhe kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein jaane kahaan
Na mujhko khabar
Na tujhko pata
O…
Chehra kyun milta tera
Yun khwabon se mere
Yeh kaisa raaz hai
Kal bhi tu meri na thi
Na hogi kal
Par meri aaj hai
Teri hi meri saari wafayein
Tujhpe hi meri duaayein
Le jaayein tujhe kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein mujhe kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein jaane kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein tujhe kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein jaane kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein mujhe kahaan
Hawayein, hawayein
O…






