Haadson ke iss sheharr mein
Aajj koii aayegaa
Khol degaa raaz yaa phirr
Raaz khudd bann jaayegaa
Raat kii aagosh mein
Yeh raaz rehne deejiye
Keejiyegaa kall khulaasaa
Aajj rehne deejiye
Hai koii parwaanaa yahaan
Jo jaan pe apnii khelegaa
Aashiquii mein hoke fanaa
Baahon mein shamaa ko le legaa
Itnฤซ haseenon pe
Kitnฤซ dafaa yeh dolaa
Phirr bhii fakeeron kaa
Pehne huye hai cholaa
Ittar kii sheeshii hai
Jahaan bhii khull jaaye
Hawaa mein ghull jaaye
Dill jogiraa harr funn maulaa
Aaye toh kayii karne idharr
Dil-e-bekaraar kii dawaa
Shabb se sheharr hote hii magarr
Baarii baarii saare ho gaye hawaa
Shabb ke andhere mein
Jannatt dikhaane waalaa
Main toh savere bhii
Dill naa dukhaane waalaa
Ke merii baahon mein
Raat jo guzre woh
Umrr bharr jaisii hai
Dill jogiraa harr funn maulaa
Harr funn maulaa


