Haaye ni teri gal ka tora
Dekh ke kuchh to hua
Raat na soya soya
Dard na jaaye ni
Aas main laga ke baitha
Gali mein aa ke baitha
Main paani jaisa behta
Nazar jab aayegi
Ni mera dil agar na laga
To ilzaam laga dena
Tera din jaisa chehra ni
Zulfon ko raat ka naam dena
O tere kaan ki baali ne
Soya ishq jaga dena
Teri neeli neeli aankhon ne
Koi dard naya dena
Haaye baatein karta hoon main teri
Zehen ko padh jaaun
Agar pata chal jaaye to
Main paagal ho jaaun
Har ada teri
Teri hansi dekhne ke liye
Chhod zamaana saara
Ni main tere ghar aaun
Ho tere surkh se haase ne
Tere dil ka raasta dena
Tera din jaisa chehra ni
Zulfon ko raat ka naam dena
O tere kaan ki baali ne
Soya ishq jaga dena
Teri neeli neeli aankhon ne
Koi dard naya dena
Tu ijaazat de agar
Choom loon palkein main
Rakh doon tere haathon par
Dil aur jaan dono main
Hans ke laga loon seene se
Ishq ke dard saare main
Shayari tu hi hai meri
Bun loon alfaaz saare main
Oh haaye raaj deewaane ne
Tujhe geet bana dena
Ho tera din jaisa chehra ni
Zulfon ko raat ka naam dena
Ni mera dil agar na mila
Tujh par ilzaam laga dena
Tera din jaisa chehra ni
Zulfon ko raat ka naam dena
O tere kaan ki baali ne
Soya ishq jaga dena
Teri neeli neeli aankhon ne
Koi dard naya dena






