Main na rahun mere baad bhi
Milega na ishq yahan
Woh ishq jo dono jahaan mein
Na mile darmiyaan
Saaya hoon main
Main saans hoon
Tere hi saath hoon main
Jaayegi tu jahaan
Main na rahun toh kya hua
Tere paas hai ishq mera
Jo main na rahun toh kya hua
Main aakhri hoon
Aakhri hoon ishq tera
Main na rahun
Mere baad bhi milega na ishq yahan
Woh ishq jo dono jahaan mein
Na mile darmiyaan
Tu bhi rahegi, tu hi rahe
Main na rahun toh bhi
Aangan aankhon mein suna
Main na rahun toh
Sheesha jo dekhe
Bheege baalon ko
Mere haathon sa mehsoos karna
Main na rahun toh
Bahut khoobsurat ho
Bahut khaas ho
Abhi paas ho toh
Poori ho apni daastaan
Bahut khoobsurat ho
Bahut khaas ho
Abhi paas ho toh
Poori ho apni daastaan
Yeh kahani teri meri
Koi bhi na jaane
Sach hai ya sirf ehsaas
Main na rahun toh kya hua
Tere paas hai ishq mera
Jo main na rahun toh kya hua
Main aakhri hoon
Aakhri hoon ishq tera
Main na rahun
Mere baad bhi milega na ishq yahan….






