Mehrama Lyrics –

Chaahiye kisi saaye mein jagah
Chaaha bahut baar haii
Na kahin kabhi mera dil lagaa
Kaisa samajhdaar haii

Main na pohchun kyun wahaan pee
Jaana chaahun main jahaan
Main kahaan kho gaya
Aisa kya ho gayaa

O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bataa
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bataa

Na khabar apni rahii
Na khabar apni rahi
Na raha tera pataa

O mehrma, kya mila
Yun juda hoke bata

Jo shor ka hissa hoonii
Woh aawaz hoon
Logon mein hoon
Par tanha hoon mainn
Haan tanha hoon main

Duniya mujhe mujhse juda hi karti rahee
Bolo magar na baatein karun
Ye kya hoon mainn

Sab hai lekin main nahi hoon
Woh jo thoda tha kamii
Woh hawa ho gaya
Kyu khafa ho gaya

O mehrma, kya mila
Yun juda hoke bataa
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bataa

Na khabar apni rahii
Na khabar apni rahi
Na raha tera pataa
O meherma, kya mila
Yun juda hoke bataa

Thanks for visiting our website Lyrics TR! If you found any Mistakes in the lyrics of this song, please get in touch with us through our Contact Us Page. We’ll correct the mistakes in this lyrics.

Song Music Video

Song's Quick Info

More Masterpiece Songs